Wednesday, December 6, 2006

Desi Boyz - Jaa Re Jaa




Jaa re jaa
Jaa re jaa
O'
Jaa re jaa o' harjaayee
Dekee teri dil daari
Dil dekar mein kar baiti
Dil ki dushman se yaari
Tujko aankhon mein barke... Ke... Ke... Ke....
Hooo...
Tujko aankhon mein barke
Margayi main tujpay marke
Pathar ki pooja karke
Haari mein haari

Jaa re jaa
O'
Jaa re jaa o' harjaayee
Dekee teri dil daari
Dil dekar mein kar baiti
Dil ki dushman se yaari

Tere peechey aankhein neechey
Chaldi mein deewaani haayi
Chodke duniya saari
Logon ne kitna samjaaya
Meine ek na maani meri
Mast gayi theewaari

Yun na koyi maren....
Yun na koyi maren
Rabba khair karein
Hoo....
Hasthi hasthi mein fasgayi
Mein toh bechaari

Jaa re jaa... Haan...
Jaa re jaa
O'
Jaa re jaa o' harjaayee
Dekee teri dil daari
Dil dekar mein kar baiti
Dil ki dushman se yaari

Bin sochey bin jaane meine
Yore yo deewaani meine
Shaampdi aa jeewan ka
Jaise kushbu nazar na aayein
Rang chuwa naa jaayein waise
Jaan saki naa tere mann ko

Fir b chaaha tuje...
Fir b chaaha tuje...
Kyun na samjha mujhey hoo...
Banke paheli rehgayi
Preet hamari hoo...

Jaa re jaa
Jaa re jaa
O'
Jaa re jaa o' harjaayee
Dekee teri dil daari
Dil dekar mein kar baiti
Dil ki dushman se yaari
Tujko aankhon mein barke... Ke... Ke... Ke....
Hooo...
Tujko aankhon mein barke
Margayi main tujpay marke
Pathar ki pooja karke
Haari mein haari (x2)

No comments:

Request/ Report a Song

Name:
What would you like to do? Request a Song
Report a Song
Name of the Song/Album/Artist: