Saturday, December 2, 2006

Lucky Ali - Anjane Rahon Mein




Anjane Rahon Mein Tu Kya Dhoondta Fire
Door jisko samjha woh to paas hai tere
Saans mein hawa, jaan mein zameen
Dil mein khula asman.

Pyar hai khuda, pyar hai khushi
Pyar se hai dono jahan
Tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo
Anjane Rahon Mein phir Kya Dhoondta Fire

Door jisko samjha woh to paas hai tere
Ghoomta raha, door tu kahin
Udte badlon ki tarha
Kahi se tujhe ayi hai sada

Lot ke aa ab zara
Tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo
Woh jhimilati akhein, bholi si ada
Woh dheere dheere, chal ke lahrati hawain

Dhoondoon lejaon wahan, jahan ho ghar apna
Ooooo teri akhon mein paya hai, aaj tumse milne ka din hai aya hai, aya hai
Saans mein hawa, jaan mein zameen
Dil mein khula asman.

Pyar hai khuda, pyar hai khushi
Pyar se hai dono jahan
Tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo
Anjane Rahon Mein phir Kya Dhoondta Fire
Door jisko samjha woh to paas hai tere.

No comments:

Request/ Report a Song

Name:
What would you like to do? Request a Song
Report a Song
Name of the Song/Album/Artist: